Hello Codashopper,
Customers fake website par jaali diamond topup ghotale ka shikar ho rahe hai. Dhokha dene wale kharidaro ko muft diamond ka wada karke lalach dete hai aur unhe codashop jaisi nazar aane waali website par le jate hai.
Jaali page par kiya gaya koi bhi topup scammer ke fake account me bhej diya jayenga.
Ye ghotale ki aam kisme hai jin par aapko anjaam dete wakt dekhne ki zaroorat hai:
|
|
5. Jaali mobile application
|
Original Codashop App |
Apne aap ko jaali website par paisa zaaya hone se kaise bachaye?
- Social media par kisi bhi mashkook link par click na karen;
- Jaali website par koi bhi lenden na kare;
- Barah karam us website ko ehtiyat se check kare jis tak aap risayal haasil kar rahe kyonki kuch attackers URL shortener technique use kar sakte hai;
- Jab shuk ho to bina jhijak humare Codashop customer service se raabta kare.
Aapko inform kiya jaye ki: